Izhar

Lyrics
Language:
Zindagi to hay yay aazmaishon ka maidaan Aur hay yahan imtehan har jaga har gharee Aarzoo jo rahay zinda jismon mein, aankhon mein bhi pehchan To manzil bahein kholay ho khari In honton ko hmesha muskrahton ka intizar rehta hay Aansoo har khushi ka jo bhi gira hay, yaadgar hota hay Apnay in jazbon ka izhar aao hum karein Apni in himaton per aitebar aao hum karein
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)
Loading comments...
Credits
Credits Not Found