Aaj Jane Ki Zid Na Karo

Album cover art for "Aaj Jane Ki Zid Na Karo" by Farida Khanum

Farida Khanum - Pop, Urdu - اُردُو

Aaj Jane Ki Zid Na Karo

94.9K Plays

View ArtistView Album

Lyrics

Language:

Aaj jaane ki zidd na karo Yoonhi pahlu mein baiá¹­he raho Yoonhi pahlu mein baiá¹­he raho Aaj jaane ki zidd na karo Haaye mar jaaen ge ham to luá¹­ jaaen ge Aisi baaten kiya na karo Aaj jaane ki zidd na karo Tum hi socho zara kyoon na roken tumhen Jaan jaati hai jab uá¹­h ke jaate ho tum Jaan jaati hai jab uá¹­h ke jaate ho tum Tum ko apni qasam jaan-i jaan Baat itni miri maan lo Aaj jaane ki zidd na karo Waqt ki qaid mein zindagi hai magar Chand ghaṛiyaan yahi hain jo aazaad hain Chand ghaṛiyaan yahi hain jo aazaad hain In ko kho kar miri jaan-i jaan Umr bhar na taraste raho Aaj jaane ki zidd na karo Aaj jaane ki zidd na karo

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Writers
  • Fayyaz Hashmi