Pass Rehna

Album cover art for "Pass Rehna" by Vital Signs

Vital Signs - Pop

Pass Rehna

2 Plays

Duration: 5:12

View ArtistView Album

Lyrics

Language:

Paas rehna Door jaana Door ja kar Yaad aana Sab mausam hain pyaar ke Jaana Paas rehna Door jaana Door ja kar Yaad aana Sab mausam hain pyaar ke Jaana Dekho Doori se Ranjeeda Mat hona Na ho khiza toh bahaar Kaisi lagay? Subah na aaye toh raat Kaisi lagay? Oh, paas rehna Door jaana Door ja kar Yaad aana Sab mausam hain pyaar ke Jaana Milna Rozana Acha hai Par jaana Milnay se mann ka millan Hota nahi Mann na millay toh millan Hota nahi Oh' paas rehna Door jaana Door ja kar Yaad aana Sab mausam hain pyaar ke Jaana Sab mausam hain pyaar ke Jaana Sab mausam hain pyaar ke Jaana Sab mausam hain pyaar ke Jaana Sab mausam hain pyaar ke Jaana

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Writers
  • Shoaib Mansoor
  • Rohail Hyatt