Ajnabi

Lyrics
Language:
Kabhi kabhi Mujhay na jaanay kyun Lagtay ho tum ajnabi Ajnabi Ajab sa hai Mere tumharay beech Kabhi kuch hai Kabhi nahi Kabhi itnay qareeb Ke jal jayein Kabhi itnay ho door Ke aankhein taras jayein Kabhi kabhi Mujhay na jaanay kyun Lagtay ho tum ajnabi Ajnabi Mein samandar mein hun Kinara do Saath chalna hai toh Koi toh ishaara do Kabhi itnay qareeb Ke jal jayein Kabhi itnay ho door Ke aankhein taras jayein Kabhi kabhi Mujhay na jaanay kyun Lagtay ho tum ajnabi Ajnabi Ajab sa hai Mere tumharay beech Kabhi kuch hai Kabhi nahi
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)
Loading comments...
Credits
- Writers
- Shoaib Mansoor
- Rohail Hyatt