Maut Ka Manzar

Lyrics
[Chorus] Dikha maut ka manzar Dil mera dhadke karkash Fir bhi na hota mai tas-mas Jab jab aayi mere ghar dene dastak Dikha maut ka manzar Dil mera dhadke karkash Fir bhi na hota mai tas-mas Jab jab aayi mere ghar dene dastak [Verse 1] Pehli baar dekhi maut parivar mai dur kisine tod diya dum Uske baad khoye log itni baar samajh aaya sab chhodte kyu ansh Sabko rehna yaad itihaas mai, lihaaz rakhke naam unka koi toh pukaarle Iss chhalave se mukt hua, khush hua jaanke inn aakhon mai jaan hai Maine dekha shaitan, mann mai rehta haivan, hairaan tha jab aa gaya mujhpe sailaab Kalyug hai thehra, khudka rakha thairaav, ab na dooba tairaak! Mera khudpe pehra, gira jabde pe jab tabhi khudse mila Ab Akshay hai ban gaya guru toh woh paer nahi tekta bas jeetta killa! [Chorus] Dikha maut ka manzar Dil mera dhadke karkash Fir bhi na hota mai tas-mas Jab jab aayi mere ghar dene dastak Dikha maut ka manzar Dil mera dhadke karkash Fir bhi na hota mai tas-mas Jab jab aayi mere ghar dene dastak [Verse 2] Sona chaahu, mai Hastar, napasand daftar, likhta hu dattkar Chhut gaye rang tab, maut thhi sadak par Aakh khule, jaan chhuti nahi, aaya bach kar Maut dekhe nahi mazhab, gehra tha zindagi ka beej boya ab tak Fir woh paani mai hare, bhare cheekh antaraatma ne, "Nahi jaana rab tak!" Ruki soch jab bachaya, dikha neela aasman, kaali ghaat mai chadh aaya Paani aakh se na aaya, naya raasta dikhaya Uss din se hi khudko hai aag mai banaya! Firse mai khudse mil paaya Maut bas ek antt, na usme nirdaya Jab tak na hota woh haathon insaan ke Tab lagta darr jab aakhon ke saamne... [Chorus] Dikha maut ka manzar Dil mera dhadke karkash Fir bhi na hota mai tas-mas Jab jab aayi mere ghar dene dastak Dikha maut ka manzar Dil mera dhadke karkash Fir bhi na hota mai tas-mas Jab jab aayi mere ghar dene dastak
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Gravity