Konnichiwa (Hustle 2.0)

Lyrics
[Chorus] Tu chawal bana dunga sushi, gaane banata bakhubi Raja main jaanta yeh bhukhi, khazaane ki chaabi hai dhoondh li Konnichiwa, aaya mai jahan pe tu na tika Bahata paseena, bandha feeta Kismat ka maathe pe kaala teeka Tu chawal bana dunga sushi, gaane banata bakhubi Raja main jaanta yeh bhukhi, khazaane ki chaabi hai dhoondh li Konnichiwa, aaya mai jahan pe tu na tika Bahaata paseena, baandha feeta Kismat ka maathe pe kaala teeka [Verse 1] King Sensei, sar ko jama de, na Himgange Dikh jaati hai neeyat bin chilman ke Jhoomegi mehfil bin kirtan ke Do pehlu, hun Akbar aur Birbal main Takleefein na aati din bharne Par gin chalte nayi khoj mein Saje pade quotes hain Chale bina engine ke Tune kin kinke liye udhaar Naye hum Gulzar Johri na sonaar Kaafi main honhaar Main naya Premchand, gaane mere Godaan Pakdun kona, tu patthar, main topaz Ab jo bhi hona woh apni marzi se Gale pe maaru, na attar ke chhite Todun deewarein, na bachegi eetein Pehle andekhe, ab tasveere kheenchein [Chorus] Tu chawal bana dunga sushi, gaane banaata bakhubi Raja mai janta yeh bhukhi, khazaane ki chaabi hai dhoondh li Konnichiwa, aaya mai jahape tu na tika Bahaata paseena, baandha feeta Kismat ka maathe pe kaala tikaa Tu chawal bana dunga sushi, gaane banaata bakhubi Raja mai janta yeh bhukhi, khazaane ki chaabi hai dhoondh li Konnichiwa, aaya mai jahape tu na tika Bahaata paseena, baandha feeta Kismat ka maathe pe kaala tikaa [Verse 2] Aye! Ek waqt tha jab main tang tha Sab rakhe mujhe ek tarfa Na koi rang tha, fir waqt palta, maine duniya ko tab samjha Ab mujhe koi bhi gham sataye na Sab mujhe ghoore, main ab unka aaina Kam hua dayra, mera khud se Aur tab se faayda hua hai bohot Yeh eye of the clock, 3:16 baje top of the spot Satra se attharah mein dikhe do pehlu, toh unniss ki umar main album ki drop Tab se mile jawaab, main takht pe baitha aur hilum bhi na Flow mera groovy, lage yeh Uzi, janoge meri kya khoobi? [Chorus] Tu chawal bana dunga sushi, gaane banata bakhubi Raja main jaanta yeh bhukhi, khazaane ki chaabi hai dhoondh li Konnichiwa, aaya mai jahan pe tu na tika Bahata paseena, bandha feeta Kismat ka maathe pe kaala teeka Tu chawal bana dunga sushi, gaane banata bakhubi Raja main jaanta yeh bhukhi, khazaane ki chaabi hai dhoondh li Konnichiwa, aaya mai jahan pe tu na tika Bahaata paseena, baandha feeta Kismat ka maathe pe kaala teeka
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Gravity