Ik Gham Ke Siwa

Lyrics
[Intro] Kayi arab sitaaron mein aik akeli zameen Wahan kayi arab logon mein woh tanha log Jo aksar yaad aatay hain, tou kyun naa yaad karein?! [Chorus] Ik Gham K Siwa Iss Duniya Main Ab Aur Humara Koi Nahee Tab Dil K Saharay Thay Kya Kya Ab Dil Ka Sahara Koi Nahee Ik Gham K Siwa Iss Duniya Main [Verse 1] Iss Dil Ke Kashti Mojon Main Iss Dil Ke Kashti Mojon Main Doobay Ge Akhir Doobay Ge Derya Hai Kinara Koi Nahee Tufan Hai Sahara Koi Nahee Ik Gham K Siwa Iss Duniya Main [Verse 2] Raat Undheyree Gham K Sayee Raat Undheyree Gham K Sayee Kalay Badal Taiz Hawa Aik Undheyra Chaya Hai Aur Chand Sitara Koi Nahee Ik Gham K Siwa Iss Duniya Main [Verse 3] Dil Raakh Hua Barbad Huay Dil Raakh Hua Barbad Huay Aur Aag Lagay Dewaron Main Iss Ghar Main Akailay Bathain Hain Aur Saath Tumhara Koi Nahee [Chorus] Ik Gham K Siwa Iss Duniya Main Ab Aur Humara Koi Nahee Tab Dil K Saharay Thay Kya Kya Ab Dil Ka Sahara Koi Nahee Ik Gham K Siwa Iss Duniya Main
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Sajjad Ali