Manwa Re

Lyrics
Dhol ki taal pe gaa re Gaa re dil jhoom ke gaa re Apna har dard chupa ke Naachey aur sab ko nacha re Mukh pe ghoonghat daalay Naina do matwaley Aaj koi chala hai saj ke piya nagarya re Yeh bandhan, naatay, saaray tor ke manwa re O manwa re, o manwa re O manwa re, na tarpa re Agan dil ki na sulga re Na bharka re, na chhalka re Yeh naina re, o manwa re O manwa re, na tarpa re Agan dil ki na sulga re Na bharka re, na chhalka re Yeh naina re, o manwa re Raet ka mehel banaya, haath tere kuch na aya Jhok mere dil ki ujri, aas ka diya bhujaya Bichari yaadein de ke, pyar sab se lekay Aaj koi chala hai saj ke piya nagarya re Yeh bandhan, naatay, saaray tor ke manwa re O manwa re, o manwa re O manwa re, na tarpa re Agan dil ki na sulga re Na bharka re, na chhalka re Yeh naina re, o manwa re O manwa re, o manwa re Mendha sohna, sadaa jeevay Kissay shey da, na ghum dheevay Na ghum dheevay, sadaa jeevay Na ghum dheevay, sadaa jeevay Sadaa jeevay
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...