Rangon Mein Khoya

Lyrics
Tu hai rangon mein khoya tujh se baat kya karun Kese ho gee yeh tujh se mulaqaat kya karun Tere barey mein socha saari raat kya karun Kese hoga tera mera saath kya karun Mein woh dhoondun ga nishaan Tujh se milna hai jahaan Aye meri jaan tere liye har kaheen jaoonga Le jaaein gay rastay jahaan mein waheen jaoonga Har dil nishaan bay asmaan bay zameen jaoonga Paa ke tujhe phir to kaheen mein nahein jaoonga Tu hai rangon mein khoya tujh se baat kya karun Kese ho gee yeh tujh se mulaqaat kya karun Tere barey mein socha saari raat kya karun Kese hoga tera mera saath kya karun Na jaaney kyun betaab tha Woh to mera khwaab tha Kaash na yeh zameen ajnabi shehar hai Jaoon kahan har saaye mein dhoop ka zeher hai Aur deeyon ki roshnee say bhari nehar hai Phir bhi mere dil mein kisi aas ki lehr hai Aye meri jaan tere liye har kaheen jaoonga Lay jaaein gay rastay jahaan mein waheen jaoonga Har dil nishaan bay asmaan bay zameen jaoonga Paa ke tujhe phir to kaheen mein nahein jaoonga Tu hai rangon mein khoya Tujh se baat kya karun Tu hai rangon mein khoya Tujh se baat kya karun Tu hai rangon mein khoya
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...