Khwab

Album cover art for "Khwab" by Junoon

Junoon - Pop

Khwab

12.9K Plays

Duration: 5:26

View ArtistView Album

Lyrics

Language:

Door jo aaj hain Yaad aatay toh hain Khwab adhooray sahee Khwab saharay toh hain Aaj bhi meri raahain rokti hain Yaadein teri daman khenchti hain Bhool chukay hain jo humain Yaad aatay toh hain Sadyon ke faasle aaj hain darmiyaan Hojain magar jitni bhi dooriyaan Aap jahaan bhi rahain Aap humaray toh hain Khwab adhooray sahee Khwab saharay toh hain Aaj bhi meri raahain rokti hain Yaadein teri daman khenchti hain Bhool chukay hain jo humain Yaad aatay toh hain Jaanay phir kab milain Tere mere raastay Aas tootay nahi Yaad itna rahay Raat dhalni toh hai Aanay ujalay toh hain

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Writers
  • Salman Ahmad