Hum to Dil Chahen Tumhara

Lyrics
Hm, hum to dil chaahe tumhaara Vaada hai vaada hamaara Samjho nazar ka ishaara Tum hamein dil to do, phir dekho hota hai kya Sona sona, yeh na hona Dil tera hamein na maangda Sona sona, yeh na hona Dil tera hamein na maangda Hum to dil chaahe tumhaara Vaada hai vaada hamaara Yun na sharaarat karo Chaahat se tum na darro Jaao ji rehne bhi do Ae, kuch humko kehne bhi do Chhod do, chhed na, aise sataao na tum Yun hamein ishq mein paagal banaao na tum Lo ji hum chale chale, aise na pado gale Jaane jaan suno suno, de do mohabbat zara Haai sona sona, yeh na hona Dil tera hamein na maangda Sona sona, yeh na hona Dil tera hamein na maangda Hey, hum to dil chaahe tumhaara Vaada hai vaada hamaara Deewaanapan chhod do Yeh rishta tum jod do Jaane do jaana hai ghar Yun na churaao nazar Ho, tum hamein chaahte kaise bharosa kare Pyaar mein hum kabhi aise na dhoka kare Peechhe kyoon pade ho tum, ziddi kyoon ade ho tum Gussa hai bura sanam, lo aashiqui ka maza Haai sona sona, yeh na hona Dil tera hamein na maangda Sona sona, yeh na hona Dil tera hamein na maangda Hey, hum to dil chaahe tumhaara Vaada hai vaada hamaara Samjho nazar ka ishaara Tum hamein dil to do, phir dekho hota hai kya Sona sona, yeh na hona Dil tera hamein na maangda Sona sona, yeh na hona Dil tera hamein na maangda Sona sona, yeh na hona Dil tera hamein na maangda
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Anu Malik
- Sameer Anjaan