Dil Laga Lay

Album cover art for "Dil Laga Lay" by JANI

JANI - Rap, Desi Hip-Hop

Dil Laga Lay

0 Plays

View ArtistView Album

Lyrics

[Verse 1] Bhula de wo chehre jo dhoka dein Mulaqatein milne ka moqa dein Aur ham tehre ajnabi gehre Shikway hain boht sunnay behray Kya paya? Kya khoya? Na jaaga na soya Na parwa kisi ki, main gumsum sa hoya Main na bhi karu phir main aahein bharu Tujh se milnay ki khwahish me han bhi karu Par tu aye na, bebasi ye jaye na Jo hassi mere chehre pe wo murr kar kabhi aye na Kuch bewafa se chehre, wo aake mujh se keh rae Ke aaj bhi ham wahi tere mohtaj se thehre [Chorus] Kuch aisa haal hai Aata khayaal hai Mujhe bhool ja tu Ya dil laga lay (Dil laga lay) Kuch aisa haal hai Aata khayaal hai (Khayaal) Mujhe bhool ja tu Ya dil laga lay [Refrain] Ab dil laga lay Na-na-na-na-na Ab dil laga lay [Verse 2] Pal bhar me bhula diya Meri chahato ka sila diya Khushiyon ke bazar me kharey Tune ghum ka tohfa dila diya Dil me shikway to rakhta hun Kar bhi aur kya sakta hun? Shayad mera wajud na Main ab uska saya sa lagta hun [Chorus] Kuch aisa haal hai (Aisa haal hai) Aata khayaal hai (Khayaal hai) Mujhe bhool ja tu Ya dil laga lay (Dil laga lay) Kuch aisa haal hai (Aisa haal hai) Aata khayaal hai (Khayaal) Mujhe bhool ja tu Ya dil laga lay [Outro] Ab dil laga lay Woah-oh-o-oh-o Ab dil laga lay

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Writers
  • JANI