Itna To Bata De Aye Dil Tu

Album cover art for "Itna To Bata De Aye Dil Tu" by Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar - Pop

Itna To Bata De Aye Dil Tu

2 Plays

View ArtistView Album

Lyrics

Language:

Itna to bata de aye dil Tu aaj kaha takraya Itna to bata de aye dil Tu aaj kaha takraya Dhadkan me ye geet hai kiske Najro me kaun shamaya re Itna to bata de aye dil Tu aaj kaha takraya Pahle to yu pahchan hui Jaise mile anjane Pahle to yu pahchan hui Jaise mile anjane Fir to yahi pahchan nayi Mujhko lagi tadpane Ye hai kaisa Nasha aane laga maja Jabse maine dard ye paya re Itna to bata de aye dil Tu aaj kaha takraya Itna to bata de aye dil Tu aaj kaha takraya Jiske liye bechain hu mai Kya usko bhi khabar hai Jiske liye bechain hu mai Kya usko bhi khabar hai Jadu hua mujhpe to koi Kya uspe bhi asar hai Kabhi hogi idhar uski bhi najar Rato ko hai jisne jagaya re Itna to bata de aye dil Tu aaj kaha takraya Dhadkan me ye geet hai kiske Najro me kaun shamaya re Itna to bata de aye dil Tu aaj kaha takraya

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Credits Not Found