Advertisement

SAB THEEK HOGA

Album cover art for "SAB THEEK HOGA" by V-Shaedy

V-Shaedy - Rap

SAB THEEK HOGA

0 Plays

Duration: 3:43

View Artist

August 16, 2024.

Lyrics

Kya Khushi? Kya Dukh? Sab bolte rahe Mai Raha Chup Kal subah, the paas tum Sooraj dhal chuka ab azaad tum Dukhad ye ni ki hum rona chahre Dukhad ye ki rona chahre lekin ro na paare Taane sunte ki tum ho nakaare Jo bhi saath mere kara vo kisi dooje ke sath na kare Kyunki Ek aur shaqs mar jayega Meri diary ka fir ek panna jal jayega Bina khwaaishon ke kaam mera chal jaayega Lekin pata ni kya aakhiri tak chal paayega? Na kisi pe nirbhar Pehle gaya college, gaya stu mei gaya fir ghar Aya sahi jagah pe tha dimaag ye saala firkar Albumein record kardi mann ye bole fir kar Khaayi chotein dil par, patthar rakha dil par Thakaan wala chehra leke ghumu ab mai din bhar Mashwara khushhaali kе bss baate har samaaj Lekin mol kya unn saanson ka jo Leni padti gin kar? Tu hi bata Mеre arz pe hai harz kyu? Ek insaan ko hai baante uska farz kyu? Charasaaz bane marz kyu? Khaa sako jab kasmein joothi Toh na khaate ho tum taras kyu? Khaamiyaan hi degi kaamiyaabi Dil pe rakh ke haath bola bacha bhot hi kaam hai yaha bhi Jab bhi shaamein aati uski yaad hai aati Mere Mann se kehta, "Jadd Hain aur fasaad hai aap hi" Khaate sab maat unke hisse ka udaas mai Khaane ko bachi faasi toh aaj rakhunga upvaas mai Kisi ke liye door aur kisi ke aur hu paas mai Par jinke bhi hu paas mai kya sach mei unka khaas mai? Ab bas dikhe Ghar thaana Thaana ghar Ghar thaana Wapas aaya Ghar Ghar, Ghar tha na Aur Galat karne ka koi darr tha naa Tha na Darr, darr tha na Ab koi bacha darr tha na Darr tha Naa, Tha na darr Darr tha Naa Ab koi bacha mann me Darr tha na, Tha na darr Darr tha Naa Bacha mann me na koi dare

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Writers
  • Kaafir Music