Aisa Zakhm Diya Hai

Lyrics
Aaaa... aaa.. aaaa.. [Udit Narayan] Aaya hoon yaaron, dil apna deke Aankhon mein chehra, kisi ka leke Woh dil ka kaatil, dilbar hamaara Jiske liye mein, hua awaara Milte hi jisne, chooma tha mujhko Phir na palatke, dekha dobaara... [Aamir Khan] Aur isis liye doston Maine faisla kiya Ke phir kabhi kisi se pyaar nahi karunga Kabhi kisi ladki ko apna dil nahi dunga... [Udit Narayan] Aisa zakhm diya hai, jo na phir bharega Har haseen chehre se, ab ye dil daregaa Hum toh jaan dekar, yunhi mar mitey they Sun lo aye haseeno, ye humse ab na hoga.. (x2) Aisa zakhm diya hai... Raseelay hoonth, chalakte gaal Mastaani chaal, buraa karde haal Palak phadke, ke dil dhadke Umar ki uthaan, kadakti kamaal.. Kaatil ada, zaalim haya Mere Khuda, mere Khuda Shola badan, behka chaman Magar yaaron... Hum toh jaan dekar, yunhi mar mitey they Sunlo aye haseeno, ye humse ab na hoga.. Aisa zakhm diya hai, jo na phir bharega Har haseen chehre se, ab ye dil daregaa Hum toh jaan dekar, yunhi mar mite they Sun lo aye haseeno, ye humse ab na hoga.. Aisa zakhm diya hai... Raseelay hoonth, chalakte gaal Mastaani chaal, buraa karde haal Palak phadke, ke dil dhadke Umar ki uthaan, kadakti kamaal.. Kaatil ada, zaalim haya Mere Khuda, O mere Khuda Tu jo kahe toh taaron mein tujhe lekar chaloon Tu jo kahe toh kadmon mein unhe laa daal doon Seene se lagaake, ye badan kar doon gulaabi Chehra choom kar ke, mein banaadoon aaftaabi Heyyy... hey... la la la la.. laa.. Hum toh jaan dekar, tumpe mar mitey hain Kaun pyaar tumse, itna karega.. Aisa zakhm diya hai, jo na phir bharega Har haseen chehre se ab ye dil daregaa Aisa zakhm diya hai... Aaya hoon yaaron, dil apna leke Aankhon mein chehra, kisi ka leke Koi na koi, mera bhi hoga Yahi pe kahi, chupaa hi hoga..
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Anu Malik
- Majrooh Sultanpuri