Aatank

Lyrics
Verse 1 Ann ha to meri Chal rahi thi zindagi, na tha kuch chahata Rab karega mera sab, bharose uske raah ka Zindagi ki school me, dekha jo maine hadasa Samajh ke tab se bann gaya, khuda mai apne aap ka Na deta koi saath, bas ye de sakhe salahe Kare vo muh se bat Asal me fatake haat aaye Safalta milti usko, jisne zayda chot khaye Thana hai vo pana ab, chahe khuda bhi aade aaye Ha kar tu paae, badal tu teri soch ko Galat sangat se dur ho, alag jeewan tu khoj toh Gyaan hi upay hai kar zindagi ka crash course Gyaan hi kare teri suraksha jaise Manforce Darr hai shaitaan, iraade pakke kar ke maro Rakho mann dil ko saaf, to paoo khud me dham charo Alfaaz se hu, devdas gyan meri paaro Inspire karake thoku, paida mujh se ho hazaaron Hook Ab jo aaya mai, badal du mausam Alfaazo se mere macha du mai to aatank Rahe bhatakne walon ab manao maatham Karu vishay khatam, machadu mai to aatank [x2] Verse 2 Khelata hu khel, vo jo khel me mai haru Jeeta toh nah mile chunouti, har hi swikaaru Haar se bana mai dheet, jeet sambhav sa Par hai mere pass dhan aaj anubhav ka Jo chahu, vo pau, na ab toh maanu haar Tu karta badbad, toh summ me karta mai bhi vaar Shakal ko chod akal hai mera tikshn hatiyar Vicharo ka hai karobar, Chanakya mera rishtedaar Vichar barkarar, yuva pidhi ka hu mai sant Ha mar bhi jau, par vicharon ko na mere anth Vicharvant insaniyat hi dharm panth Ha kahete mujh ko, aantar maidaniya kalavant Chalta seena taan ke, aas na aaram ki Hatake du mai chatake, karake parwa na hai jaan ki Gaata hoon toh laata hoon, mai sabake dilon me aandhi Chillata raja bheed ka, fir bhi mai chahu shanti Hook Ab jo aaya mai, badal du mausam Alfaazo se mere macha du mai to aatank Rahe bhatakne walon ab manao maatham Karu vishay khatam, machadu mai to aatank [x3]
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Producers
- Aniruddha Das (Dr. Das)