Shankar Ehsaan Loy - Noor E Khuda (Romanized)

Genius Romanizations - Pop, Romanized
Shankar Ehsaan Loy - Noor E Khuda (Romanized)
80.9K Plays
Lyrics
Noor-e-khuda Ho o ho ... ho o ho Noor-e-khuda Ajnabi modh hai Khauf har aur hai Har nazar pe dhuan chha gaya Pal bhar mein jane kya kho gaya Hmmm aasmaan zard hai Aahein bhi sard hai Tann se sayaa juda ho gaya Hmmm pal bhar mein jane kya kho gaya Saans ruk si gayi Jism chhil sa gaya Toote khwabon ke manzar pe Tera jahaan chal diya Noor-e-khuda, noor-e-khuda Tu kahan chupa hai hum mein yeh bata Noor-e-khuda, noor-e-khuda Yoon na humse nazarein phira Noor-e-khuda, noor-e-khuda Tu kahan chupa hai hum mein yeh bata Noor-e-khuda, noor-e-khuda Yoon na humse nazarein phira Noor-e-khuda Ho nazarein karam farma hi de O deen-o-dharam ko jaga hi de Ho jalti hui tanhaiyan Roothi hui parchaiyan Kaise udhi yeh hawa Chaya yeh kaisa samaan Rooh jam si gai Waqt tham sa gaya Toote khwabon ke manzar pe Tera jahaan chal diya Noor-e-khuda, noor-e-khuda Tu kahan chupa hai hum mein yeh bata Noor-e-khuda, noor-e-khuda Yoon na humse nazarein phira Noor-e-khuda Ujdhe se lamhon ko aas teri Zamkhmi dilon hai pyaas teri Har dhadkan ko talash teri Teri milta nahi hai pata Khali aankhen khud se sawaal kare Aman ki cheenkh behaal kare Behta lahu fariyad kare Tera mitta chala hai nishan Rooh jam si gai Waqt tham sa gaya Toote khwabon ke manzar pe Tera jahaan chal diya Noor-e-khuda, noor-e-khuda Aaj kal tu kahan hai yeh bata Noor-e-khuda, noor-e-khuda Kya yeh sach hai tu hai humse khafa Noor-e-khuda
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...