Chaand Paar

Lyrics
Hook: Karein sach kalpana Jeetey aaj mei haan leytey kal bana Poori kari khwaishein thi jo bhi harr dafa Badalon ko chhooney bhar sey na mann bhara Lena wahi ghar bana Par hai padey chhota humei aasmaan Aar paar jaana fir hai jaana chaand paar Padey chhota humei aasmaan Aar paar jaana fir hai jaana straight through the moon Verse – Yungsta: Jitna paas uska shukar tujhe hai na Baaki jo nahi woh haasil kar sab honey hairaan Zindagi ki hai ginti ek toh sun kya kehra Mann tera gham tera baant akele na sehna Isey naah, tu suna apna sapna Kalpanaen karein sach, aise jhooth mei kya jeena Sabse pehli maafi khudko khudsey rooth ke kya jeena Lagey dum toh usey bhi ek ghooth mei hai peena Whip karey zoom antariksh mera route Badalon ko lena chhoo jaana chaand kе bhi through Sun ke jhoom meri dhun pey tu Hoti wapasi fir dharti pеy dhumketu (ooh) Hook: Karein sach kalpana Jeetey aaj mei haan leytey kal bana Poori kari khwaishein thi jo bhi harr dafa Badalon ko chhooney bhar sey na mann bhara Lena wahi ghar bana Par hai padey chhota humei aasmaan Aar paar jaana fir hai jaana chaand paar Padey chhota humei aasmaan Aar paar jaana fir hai jaana straight through the moon Verse – DAKAIT: Tha Jaana mujhe chaand paar toh tham jaam Mai bandh chala Laga dala dand, bhed aur saam daam Mai daanbhaav sang chala par na khwaab kiye kurbaan (nai) Mai Gira par na haar mani Mila jo? tajurba (chakk) Tajurba ek sur sagar Machal jata khud ki jo dhun paakar Mai bawe full power karta sapno par niyochaawar sab Safar sitaron tak ka hai likhawat par (darj) Verse – Aniket Raturi: Kare sach Kal pana Hote kwhab poore jaha Chal Vaha Rawan Jalu jaise aaaftab Hai ghar mera asmaa Zakhm Zindagi me lage Dawa mujhe Sangeet Bana Mere bhai sath Jab Sab Jung jeet gaya Mujhe kalam pe Yakeen Har ek dard darz Kiya Mujhe Parwah Nahi Ki mile Haar ya fir Jeet Mai chala befikar Lamha ye sang beet gaya Hook: Karein sach kalpana Jeetey aaj mei haan leytey kal bana Poori kari khwaishein thi jo bhi harr dafa Badalon ko chhooney bhar sey na mann bhara Lena wahi ghar bana Par hai padey chhota humei aasmaan Aar paar jaana fir hai jaana chaand paar Padey chhota humei aasmaan Aar paar jaana fir hai jaana straight through the moon
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Aniket Raturi
- Yungsta
- Dakait