Aankhon Mein Leke Pyaar

Lyrics
Hey jaagi hai umang dil mein Bujhegi mann ki pyaas Pyaar ke rang mein Hum sab milkar Hey khelenge daandiya Raas hey halle halle Aankhon mein leke Pyaar aaya hai koi yaar Bajte hai dil ke taar kya hoga Yaar kya hoga kya Hoga yaar kya hoga Ae aankhon mein leke Pyaar aaya hai koi yaar Bajte hai dil ke taar kya hoga Yaar kya hoga kya Hoga yaar kya hoga Wo bhi hai beqaraar Main bhi hoon beqaraar Ab kaun jaane yaar kya hoga Wo bhi hai beqaraar Main bhi hoon beqaraar Ab kaun jaane yaar kya hoga Aankhon mein leke pyaar Aaya hai koi yaar Bajte hai dil ke taar kya hoga Yaar kya hoga kya Hoga yaar kya hoga Chanda ki chaandni hai Mausam ki raagini hai Maheki bahaar hai wo Oh ho oh ho oh ho oh ho ho Chanda ki chaandni hai Mausam ki raagini hai Maheki bahaar hai wo Mujhse anjaan bhi hai Wo meri jaan bhi hai Mera hi pyaar hai wo Dekho taaron waali hai Raat chumenge unka haath Badh jaayе gar jo baat kya hoga Yaar kya hoga kya Hoga yaar kya hoga Aankhon mein leke Pyaar aaya hai koi yaar Bajtе hai dil ke taar kya hoga Yaar kya hoga kya Hoga yaar kya hoga Sapnon ki raat aayi Khushiyon ko saath laayi Dil mera aaj dole Oh ho mm hm mm hm la la la Sapnon ki raat aayi Khushiyon ko saath laayi Dil mera aaj dole Dil mein armaan jaage Soye toofaan jaage Dhadkan mein pyaar haule Peeke unki nazar ka jaam Leta hoon dil ko thaam Le loon jo unka naam kya hoga Yaar kya hoga kya Hoga yaar kya hoga Ae aankhon mein leke Pyaar aaya hai koi yaar Bajte hai dil ke taar kya hoga Yaar kya hoga kya Hoga yaar kya hoga Wo bhi hai beqaraar Main bhi hoon beqaraar Ab kaun jaane yaar kya hoga Wo bhi hai beqaraar Main bhi hoon beqaraar Ab kaun jaane yaar kya hoga Aankhon mein leke Pyaar aaya hai koi yaar Bajte hai dil ke taar kya Hoga yaar kya hoga kya Hoga yaar kya hoga
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Sanjeev Darshan
- Faiz Anwar