Naad E Ali

Lyrics
Naad e AlIiyan Mazharil Ajaa'ebi Tajid-hu Awnal-Laka Fin Nawaa-ebi, Kulli Hammin Wa Ghammin Sayanjalee, Be Wilayeteka Ya Ali… Ya Ali… Ya Ali… Ya ali, ya ali, ya ali tu rehem kar Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar Ya ali, ya ali, ya ali tu rehem kar Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar Mursheed hain mere sarkaar hain ali x2 Momin ke dil ka qaraar hain ali x2 Jab bhi pukaara hain naad-e-ali… x2 Mil jaaye humko imdaad-e-ali Sher-e-khuda asadullah Sadqaa tera hai imam ali Ya ali, ya ali, ya ali tu rehem kar Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar Ya ali, ya ali, ya ali tu rehem kar Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar (Rasoolullah ne ghadeer-e-khum mein Mann kunto farmaaya) x2 Jiska hoon mein maula… Haan jiska hoon main maula Uska Ali hai maula, uska Ali hai maula Ali Maula… Ya ali, ya ali, ya ali tu rehem kar Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar Ya ali, ya ali, ya ali tu rehem kar Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar Kaaba ki waahid paidaish hain ali x2 Mohammed ke jaanasheen hain ali x2 Hasn-o-hussain ki shaan ali x2 Khaatoon-e-jannat ki aan ali Sher-e-khuda asadullah Sadqaa tera hain imam ali Ya ali, ya ali, ya ali tu rehem kar Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar Ya ali, ya ali, ya ali tu rehem kar Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar Shaah-e-mardaan… Sher-e-azdaan… Ameer-ul-momineen…
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Noor Vasaya
- Salim Merchant