Subha Ki Train

Album cover art for "Subha Ki Train" by Sachet Tandon & Parampara Thakur

Sachet Tandon & Parampara Thakur - Rap, Bollywood

Subha Ki Train

0 Plays

Duration: 3:46

View Album

Lyrics

Language:

Preet teri sar chadhi hai haule haule Subah ki chai mein adrak jaise ghaule Preet teri sar chadhi hai haule haule Subah ki chai mein adrak jaise ghaule Sardi mein jaise dhoop ka Yun karoon tera intezaar Chalun chaand pe ho tere sang sawaar Subah ki train pyar tera subha ki train Jaagun saari rain pyar tera subha ki train Subah ki train pyar tera subha ki train Sooraj se pehle nikal pade Duniya chaahe jal mare haaye… Sooraj se pehle nikal pade o… Duniya chaahe jal mare Chhuk chhuk sa dil kare Ruk ruk ke ye badhe Chhuk chhuk sa dil kare Ruk ruk ke ye badhe Kabhi dhadkan bhi bani toofan mail Subha ki train pyar tera subha ki train Naa neend na chain Pyaar tera subha ki train Subha ki train pyar tera subha ki train Sard hawaaon mein jaise koyle ki aanch tu Oas se bheega jo kohre ka kaanch tu Sard hawaaon mein jaise koyle ki aanch tu.. Oas se bheega jo kohre ka kaanch tu Bheena bheena sa tu dhuaan Jheena jhenaa ye mann huaa Bheena bheena sa tu dhuaan Jheena jhenaa ye mann huaa Tu engine main hoon jaise teri rail Subha ki train pyar tera subha ki train Raahein dekhe nain pyar tera subha ki train Subha ki train pyar tera subha ki train

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Writers
  • Siddharth-Garima