Raabta (Siyaah Raatein)

Album cover art for "Raabta (Siyaah Raatein)" by Pritam

Pritam - Rock, Pop

Raabta (Siyaah Raatein)

5.6K Plays

Duration: 4:48

View ArtistView Album

Lyrics

Language:

Faili thi siyaah raatein, aaya toh subah leke Bewajah si zindagi mein jeene ki wajah leke Khoya tha samundaron mein, tanha safeena mera Saahilon pe aaya hai, tu jaane kis tarah haan leke Faili thi siyaah raatein, aaya toh subah leke Bewajah si zindagi mein jeene ki wajah leke Khoya tha samundaron mein, tanha safeena mera Saahilon pe aaya hai, tu jaane kis tarah haan leke Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kaise hum jaane hume kya pata Kuch toh hai tujhse raabta Ab kya hai kehna, humko hai rehna Jannatein bhula ke teri baahon mein mein panah leke Faili thi siyaah raatein, aaya toh subah leke Bewajah si zindagi mein jeene ki wajah leke Sa ni pa di na sa.. Meharbaani jaate jaate mujh pe kar gaya Guzarta sa lamha ek daaman bhar gaya Tere nazara mila, roshan sitaara mila Takdeer ka jaise koi ishaara mila Roothi hui khwaishon mein thodi si sulah leke Aaya tu khamoshiyon mein, baaton ki chirah leke Khoya tha samundaron mein, tanha safeena mera Saahilon pe aaya hai, tu jaane kis tarah haan leke Faili thi siyaah raatein, aaya toh subah leke Bewajah si zindagi mein jeene ki wajah leke Khoya tha samundaron mein, tanha safeena mera Saahilon pe aaya hai, tu jaane kis tarah haan leke Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kaise hum jaane hume kya pata Kuch toh hai tujhse raabta Ab kya hai kehna, humko hai rehna Jannatein bhula ke teri baahon mein mein panah leke Faili thi siyaah raatein, aaya toh subah leke Bewajah si zindagi mein jeene ki wajah leke I feel it inside Don't know why I feel it inside

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Writers
  • Pritam
  • Amitabh Bhattacharya