Nasha

Album cover art for "Nasha" by Natasha Noorani

Natasha Noorani - Pop, Pakistan

Nasha

1 Plays

Duration: 3:13

View ArtistView Album

Lyrics

Language:

[Verse 1] Kyun hai tu mera fitoor? Mujhko sataaye Teri aankhon may le doobe Bolo kya mera kasoor? Kyun chhu gaye line? I got ways to make you notice (Hmm woah!) [Pre-Chorus] Jaane do, jaane do Teri adaa ke diwaane ho Jaane do, jaane do Thoda sa dil ma basanay do Jaane do meri khata Jaane do jou keh diya Jaane do ab hogaya [Chorus] Ab hogaya nasha (Ah-aaah) Ab hogaya nasha (Ah-aaah) Ab hogaya nasha (Ah-aaah) Ab hogaya nasha Ab hogaya nasha (Ah-aaah) [Verse 2] Diya ho kar tu ne dil ko thokar Mann chahta hai mauqa Tu he saari baaton may Tujhpe he laake roka Dil may tere jou tha Shakk ya phir samjhota Tu he ab nigaahon may Aur koi kaise hoga? (Hmm woah!) [Pre-Chorus] Jaane do, jaane do Teri adaa ke diwaane ho Jaane do, jaane do Thoda sa dil ma basanay do Jaane do meri khata Jaane do jou keh diya Jaanе do ab hogaya [Chorus] Ab hogaya nasha (Ah-aaah) Ab hogaya nasha (Ah-aaah) Ab hogaya nasha (Ah-aaah) Ab hogaya nasha Ab hogaya nasha (Ah-aaah) [Outro] Rockstar

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Writers
  • Natasha Noorani
  • Zeerak Ahmed