O Haseena Zulfonwale Jane Jahan

Album cover art for "O Haseena Zulfonwale Jane Jahan" by Asha Bhosle & Sonu Nigam

Asha Bhosle & Sonu Nigam - Pop, हिंदी (Hindi)

O Haseena Zulfonwale Jane Jahan

11.3K Plays

Duration: 6:53

View Album

Lyrics

Language:

Kaam aajayengi sard aahen meri Tum kisi raah mein to milo ge kahin Arrey, ishq hoon, mein kaheen theharta hi nahni Mein bhi hoon galiyon ki parchaai Kabhi yaha, kabhi waha Shaam hi se kuch ho jataa hain Meri bhi jaadoo jawaan O haseena zulfon wali, jaane jahan Dhoondti hain kafir aankhen kiska nishaan Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha? Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha? Woh anjaana dhoondti hoon Woh deewana dhoondti hoon Jalaakar jo chup gaya hain Woh parwaana dhoondti hoon Chup rahen, hain yeh kya dhang hain aapka Aaj to kuch naya rang hain aapka Aaj ki raat mein kya se kya ho gayi Aapki saadgi to balaa ho gayi Mein bhi hoon galiyon ki parchaai Kabhi yaha, kabhi waha Shaam hi se kuch ho jataa hain Meri bhi jaadoo jawaan O haseena zulfon wali, jaane jahan Dhoondti hain kafir aankhen kiska nishaan Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha? Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha? Woh anjaana dhoondti hoon Woh deewana dhoondti hoon Jalaakar jo chup gaya hain Woh parwaana dhoondti hoon Thairiye to sahi, kahiye kya naam hain Meri badnamiyon ka wafaa naam hain Katal karke chalein, yeh wafaa khoob hain Hain naadan teri, yeh adaa khoob hain Mein bhi hoon galiyon ki parchaai Kabhi yaha, kabhi waha Shaam hi se kuch ho jataa hain Meri bhi jaadoo jawaan O haseena zulfon wali, jaane jahan Dhoondti hain kafir aankhen kiska nishaan Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha? Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha? Woh anjaana dhoondti hoon Woh deewana dhoondti hoon Jalaakar jo chup gaya hain Woh parwaana dhoondti hoon

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Writers
  • R.D. Burman
  • Majrooh Sultanpuri