Aap Par Arz Hai

Lyrics
Language:
[Lucky Ali] Hmmm.... Aap par arz hai Laakhon, karodon, arbon salaam Aap na ho, phir toh yeh dil Jaane kisko, deta dua.. Hmmm.... Aap ki, inaayatein Aap ki, hidaayatein Aap ki yeh, bande-nawaazi Aap ka ko woh, sharmilaapan Lehraatein jaaun, muskaate jaaun Dil ko mein apne, samjhaate jaaun.. Aap par arz hai Laakhon, karodon, arbon salaam.. Hmmm.... Shaam savere, na aao nazar Kudrat ki dhoondun, mein aisi dagar Kisko sunaau, mein haal-e-jigar Tadpa hoon, mein toh, saari umar.. Chalta hi jaaun, ruk nahi paau Dil ko mein apne, behlaate jaaun... Aap par arz hai Laakhon, karodon, arbon salaam Aap na ho, phir toh yeh dil Jaane kisko, deta dua.. Hmmm....
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)
Loading comments...
Credits
- Writers
- Syed Aslam Noor