​Bachpann

Album cover art for "​Bachpann" by Kaavish

Kaavish - Pop

​Bachpann

0 Plays

View ArtistView Album

Lyrics

Language:

[Verse 1] Yeh woh jagah hai jis par kabhi Khele the hum tum milkar sabhi Beeti hui un yaadon mein Pyaari pyaari un baaton mein Dhoondon tujhe har taraf Dhoondon tujhe apne khwabon mein [Chorus] Yaadon mein tu, yaadon mein tu Yaadon mein tu, yaadon mein tu Yaadon mein tu, yaadon mein tu Yaadon mein tu, yaadon mein tu [Verse 2] Masoom se hum, khushiyon bhare In titliyon ke sang urhte chale Jaane kahan ye sab khogaye Ab ye dua hai, yunhi rahein hum Milkar sabhi, choote na ab ye saath kabhi [Instrumental Break] [Bridge] Iss dosti ki chhaon tale Sab mushkilon mein hum saath chale Ik doosre se khushiyan sabhi Dil ye kahe [Chorus] Yaadon mein tu, yaadon mein tu Yaadon mein tu, yaadon mein tu [Outro] Yeh woh jagah hai jis par kabhi Khеle the hum tum milkar sabhi Beeti hui un yaadon mein Pyaari pyaari un baaton mеin Dhoondon tujhe har taraf Dhoondon tujhe apne khwabon mein

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Credits Not Found