Yeh Ladka Hai Allah

Lyrics
Banno ki mehndi kya kehna Banno ka joda kya kehna Banno lage hai phoolon ka gehna Banno ki aankhen kajrari Banno lage sabse pyari Banno pe jaon main vaari vaari Ho oh ho ... ho oh ho Banno ki saheli Resham ki dori Chup chup ke sharmaye Dekhe chori chori Banno ki saheli Resham ki dori Chup chup ke sharmaye Dekhe chori chori Yeh maane ya na maane Main toh ispe mar gaya Yeh ladki haai Allah Haai haai re Allah Yeh ladki haai Allah Haai haai re Allah Babul ki galiyan Na chhad ke jaana Pagal deewana Isko samjhana Babul ki galiyan Na chhad ke jaana Pagal deewana Isko samjhana Dekho ji dekho Yeh toh mere peeche padh gaya Yeh ladka haai Allah Haai haai re Allah Yeh ladka haai Allah Haai haai re Allah Lab kahe na kahе Bolti hai nazar Pyar nahin chupta Yaar chupane se Pyar nahin chupta Yaar chupane sе Roop ghoonghat mein ho Toh suhana lage Baat nahin banti Yaar bataane se Yeh dil ki baatein dil hi jaane Ya jaane khuda Yeh ladki haai Allah Haai haai re Allah Yeh ladka haai Allah Haai haai re Allah Sajna ... aa aa aa Maangne se kabhi Haath milta nahin Jodiyan banti hai Pehle se sabki Jodiyan banti hai Pehle se sabki Oh leke baaraat ghar Tere aaonga main Meri nahin yeh toh Marzi hai rab ki Arre ja re ja Yoon jhooti moothi baatein na bana Yeh ladka haai Allah Haai haai re Allah Yeh ladka haai Allah Haai haai re Allah Banno ki saheli Resham ki dori Chup chup ke sharmaye Dekhe chori chori Babul ki galiyan Na chhad ke jaana Pagal deewana Isko samjhana Yeh maane ya na maane Main toh ispe mar gaya Yeh ladki Yeh ladki haai Allah Haai haai re Allah Yeh ladka haai Allah Haai haai re Allah Yeh ladki haai Allah Haai haai re Allah Yeh ladka haai Allah Haai haai re Allah
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Jatin-Lalit
- Jatin Pandit
- Lalit Pandit
- Sameer Anjaan