Mehfil Mein Bar Bar

Lyrics
La La La La, La La La La La La La La La La La, La La La La La La La Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey, Aa Ha Mehfil Mein Baar Baar Un Pe Nazar Gayi Hey, Mehfil Mein Baar Baar Un Pe Nazar Gayi Humne Bachaayi Laakh Phir Bhi Udhar Gayi Main Kya Karoon Dil Kya Kare Main Kya Karoon Mehfil Mein Baar Baar Un Pe Nazar Gayi Haan, Mehfil Mein Baar Baar Un Pe Nazar Gayi Humne Bachaayi Laakh Phir Bhi Udhar Gayi Main Kya Karoon Dil Kya Kare Main Kya Karoon Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey, Aa Ha Yeh Mausam Aaya Hai Dilbar Kitne Saal Mein Mera Dil Khoya Hai Tere Hi Khayaal Mein Na To Mera Dosh Hai Na Tera Qusoor Hai Mujhpe Jo Chhaaya Hai Tera Yeh Suroor Hai Aa Ha, La La La La Mm Hm Hm Hm Aayi Tu Saamne Dhadkan Thaher Gayi Hey, Aayi Tu Saamne Dhadkan Thaher Gayi Humne Bachaayi Laakh Phir Bhi Udhar Gayi Main Kya Karoon Dil Kya Kare Main Kya Karoon Soldier Soldier Meethi Baatein Bolkar Dil Tu Chura Le Gaya Soldier Soldier Meethi Baatein Bolkar Dil Tera Uda Le Gaya Tanhaai Kehti Hai Kuch Bhi Na Kehna Hai Baahon Mein Sona Hai Palkon Mein Rehna Hai Saanson Ko Baandha Hai Saanson Ki Dor Se Tode Na Tootegi Duniya Ke Zor Se La La, La La La La, La La La La Daaman Mein Tootke Main To Bikhar Gayi Haan, Daaman Mein Tootke Main To Bikhar Gayi Humne Bachaayi Laakh Phir Bhi Udhar Gayi Main Kya Karoon Dil Kya Kare Main Kya Karoon Mehfil Mein Baar Baar Un Pe Nazar Gayi Hey, Mehfil Mein Baar Baar Un Pe Nazar Gayi Humne Bachaayi Laakh Phir Bhi Udhar Gayi Main Kya Karoon Dil Kya Kare Main Kya Karoon
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Anu Malik
- Sameer Anjaan