Kaatay Na Katay

Humera Arshad & Rachel Viccaji & Aima Baig - Pop, Urdu - اُردُو
Kaatay Na Katay
5.8K Plays
Duration: 6:01
Lyrics
O be-khabar tujh ko kya fikar Kaisa ho gaya hai ye mujhpe jo asar Main luá¹i haan luá¹i main saari bas tere liye Sun sitam-gar kuchh to rahm kar Mar jaaoongi main na tu mila agar Sohne sapnon ki dunya sajaayi maine tere liye Yoon na sata, dil na jala Tere ishq mein hoon main mubtala Deedaar kara de Ek baar phir mujhe pyaar de Kaaá¹e na kaá¹e re ratiya saiyaan intizaar mein Kaaá¹e na kaá¹e re ratiya saiyaan intizaar mein Haaye-haaye main to mar gayi be-dardi tere pyaar mein Oye-hoye main to mar gayi be-dardi tere pyaar mein Kaaá¹e na kaá¹e re ratiya Hoon be-sabar mujhko hai ye ḍar Bhool jaana na mujhe sun o dilbar Har sukoon, har khushi luá¹aayi main ne tere liye Din rain tere sapnon mein rahoon Tu aaye na jaaye main kaa se kahoon Din rain tere sapnon mein rahoon Tu aaye, na jaaye Kaahe sataaya tu ne Sapna dikhaaya tu ne Sapna dikhaaya Yoon na sata, dil na jala Tere ishq mein hoon main mubtala Deedaar kara de Ek baar phir mujhe pyaar de Kaaá¹e na, Kaaá¹e na Kaaá¹e na kaá¹e re ratiya saiyaan intizaar mein Kaaá¹e na kaá¹e re ratiya saiyaan intizaar mein Haaye-haaye main to mar gayi be-dardi tere pyaar mein Oye-hoye main to mar gayi be-dardi tere pyaar mein Main to mar gayi bedardi tere pyaar mein Tere pyaar mein Tere pyaar mein Tere pyaar mein Tere pyaar mein Yoon na sata, dil na jala Tere ishq mein hoon main mubtala Deedaar kara de Ek baar phir mujhe pyaar de Tere pyaar mein Tere pyaar mein Tere pyaar mein
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Ali Hamza
- Saifuddin Saif