Aaya Tere Dar Par

Ahmed Hussain & Javed Hussain & Mohd. Vakil & Mohd. Hussain - Pop, Soundtrack
Aaya Tere Dar Par
0 Plays
Lyrics
Aaaa... Jo bandishein thi zamaane ki Todd aaya hoon Mein tere waaste Duniya ko chhod aaya hoon.. Aaya tere dar par dewaana (x2) Aaya hoon aaya, aaya tera dewaana.. Aaya tere dar par dewaana (x2) Tera dewaana, tera dewaana, tera dewaana Aaya tere dar par dewaana (x2) Tera dewaana...teraa.. Tera dewaana...dewaana.. Tera dewaana...teraa.. Tera dewaana... Tera dewaana, tera dewaana, tera dewaana Aaya tere dar par dewaana (x2) Ye hai tera hi saudaai Ye hai tera hi shaidaai (x2) Tere ishq mein hai isey, marjaana Aaya, tere dar par, dewaana (x2) Tera jalwa jo paau Mein har gham bhool jaau Tera jalwa jo mein paau Mein toh har gham bhool jaau Yeh aansu jo hai behte Bas itna hai ye kehte Kahan tu aur kahaan mein Paraaya hoon yahan mein.. Karam itna agar ho Ke mujhpar ek nazar ho (x2) Jaan-o-dil waar doon mein Zindagi haar doon mein Jaise shamma pe marta hai parwaana... Aaya tere dar par dewaana (x2) Aaaa....aaaaa... Aaya tere dar par, tera hi dewaana (x2) Dewaana tera, dewaana (x2) Aaa.. Dewaana tera, dewaana (x2) Aaa Dewaana tera, dewaana (x2) Aaya tere dar par Dewaana, dewaana, dewaana... Aaya kis mod pe afsaana (x4) Ye sitam ka rivaaj kyon hai Jaisa hai ye samaaj kyon hai Ye duniya ki hai rasmein Mein hoon ab inke bas mein Ye jo dunya ki hai rasmein Mein hoon ab inke hi bas mein Na poocho, kya gila hai Mujhe gham kyon mila hai Tumhe mein kya bataau Mohabbat jurm hai kyon Koi rotaa hai kyon Aisa hota hai kyon Kyon dil se har ek hai Anjaana... Aaya kis mod pe afsaana (x2) Ye kis maahaul mein hum hain Khushi ke bhes mein hum hain Kisey apna kahey, kisey begaana.. Aaya kis mod pe afsaana (x2) Aaann...aaaaa.. Aaya kis mod pe, mera afsaana (x2) Afsaana mera, afsaana mera (x8) Aaya kis mod pe, afsaana, afsaana, afsaana... Aaya kis mod pe, mera afsaana (x3)
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Javed Akhtar