Atif Aslam - Dil Meri Na Sune (Romanized)

Genius Romanizations - Pop, Romanized
Atif Aslam - Dil Meri Na Sune (Romanized)
17.3K Plays
Lyrics
Maine chhani ishq ki gali Bas teri aahatein mile Maine chaha chahun na tujhe Par meri ek na chali Ishq mein nigahon ko Milti hai baarishein Phir bhi kyun kar raha Dil teri khwahishein Dil meri na sune Dil ki main na sunu Dil meri na sune Dil ka main kya karun Dil meri na sune Dil ki main na sunu Dil meri na sune Dil ka main kya karun Laya kahan mujhko yeh moh tera Raatein na ab meri na mera sawera Jaan lega meri yeh ishq mera Ishq mein nigahon ko Milti hai baarishein Phir bhi kyun kar raha Dil teri khwahishein Dil meri na sune Dil ki main na sunu Dil meri na sune Dil ka main kya karun Dil meri naa sune Dil ki main na sunu Dil meri na sune Dil ka main kya karun Dil toh hai dil ka kya Gustaakh hai yeh Darta nahi paagal Bebaak hai yeh Khair ki woh khud ka hi Ittefaq hai yeh Ishq mein nigahon ko Milti hai barishein Phir bhi kyu kar raha Dil teri khwahishein Dil meri na sune Dil ki main na sunu Dil meri na sune Dil ka main kya karun Dil meri na sune Dil ki main na sunu Dil meri na sune Dil ka main kya karun
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Manoj Muntashir