Arijit Singh - Hawayein (Romanized)

Album cover art for "Arijit Singh - Hawayein (Romanized)" by Genius Romanizations

Genius Romanizations - R&B, Romanized

Arijit Singh - Hawayein (Romanized)

143.9K Plays

Duration: 4:50

View ArtistView Album

Lyrics

Language:

[Verse 1] Tujhko, main rakh loon wahaan Jahaan pe kahin, kai mera yaqeen Main jo, tera na huaa Kisi ka nahin, kisi ka nahin [Pre-Chorus] Le jaayein jaane kahaan Hawayein, hawayein Le jaayein tujhe kahaan Hawayein, hawayein [Chorus] Begaani hai ye baaghi Hawayein, hawayein Le jaaye mujhe kahan Hawayein, hawayein [Post-Chorus] Le jaayein jaane kahaan Na mujhko khabar, na tujhko pataa [Instrumental Break] [Verse 2] Banaati hai jo tu Wo yaadein, jaane sang mere kab tak chale Inhi mein to meri Subah bhi dhalein, shamein dhalein, mausam dhalein Khayalon ka shehar Tu jaane, tere hone se hi aabaad hai Hawayein haq mein Wohi hai aate-jaate, jo tera naam le [Pre-Chorus] Deti hain jo sadayein Hawayein, hawayein Na jaane kya batayein Hawayein, hawayein [Chorus] Le jaaye tujhe kahaan Hawayein, hawayein Le jaaye mujhe kahaan Hawayein, hawayein [Post-Chorus] Le jaayein jaane kahaan Na mujhko khabar, na tujhko pataa [Instrumental Break] [Verse 3] Chehra, kyun milta tera Yun khwabon se mere Ye kya raaz hai? Kal bhi, meri na thi tu Naa hogi tu kal Meri aaj hai [Pre-Chorus] Teri hai meri saari Wafayein, wafayein Maangi hai tere liye Duaayein, duaayein [Chorus] Le jaaye tujhe kahaan Hawayein, hawayein Le jaaye mujhe kahaan Hawayein, hawayein [Outro] Le jaaye jaane kahaan (Hawayein, hawayein) Le jaaye tujhe kahaan (Hawayein, hawayein) Le jaaye jaane kahaan (Hawayein, hawayein) Le jaaye tujhe kahaan (Hawayein, hawayein) Le jaaye jaane kahaan (Hawayein, hawayein) Le jaaye mujhe kahaan (Hawayein, hawayein) Le jaaye jaane kahaan (Hawayein, hawayein) Le jaaye tujhe kahaan (Hawayein, hawayein)

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Credits Not Found