Anuradha Sriram, Sujatha, A.R. Rahman & Sonu Nigam - Ishq Bina (Romanized)

Genius Romanizations - Pop, Romanized
Anuradha Sriram, Sujatha, A.R. Rahman & Sonu Nigam - Ishq Bina (Romanized)
9.9K Plays
Duration: 7:45
Lyrics
Ishq bina kya marna yaara Ishq bina kya jeena Ishq bina kya marna yaara Ishq bina kya jeena Gudh se meetha, ishq ishq Imli se khatta, ishq Vaada yeh pakka, ishq ishq Dhaaga yeh kacha, ishq Ishq bina kya marna yaara Ishq bina kya jeena Gudh se meetha, ishq ishq Imli se khatta, ishq ishq Gudh se meetha, ishq ishq Imli se khatta, ishq ishq Vaada yeh pakka, ishq ishq Dhaaga yeh kacha, ishq ishq Ishq bina kya jeena yaaron Ishq bina kya marna yaaron Ishq bina kya jeena yaaron Ishq bina kya marna yaaron Gudh se meetha, ishq ishq Imli se khatta, ishq ishq Gudh se meetha, ishq ishq Imli se khatta, ishq ishq Ishq bina kya marna yaara Ishq bina kya jeena Neeche ishq hai, upar rab hai In dono ke beech mein sab hai Neeche ishq hai, upar rab hai In dono ke beech mein sab hai Ek nahi, sau baatein karlo Sau baaton ka ek matlab hai Rab sab se sona, ishq ishq Rab se bhi sona, ishq Rab sab se sona, ishq ishq Rab se bhi sona, ishq Ishq bina kya jeena yaaron Ishq bina kya marna yaaron Ishq bina kya jeena yaaron Ishq bina kya marna yaaron Gudh se meetha, ishq ishq Imli se khatta, ishq ishq Gudh se meetha, ishq ishq Imli se khatta, ishq ishq Heera na panna, ishq ishq Bas ek tamanna, ishq ishq Heera na panna, ishq ishq Bas ek tamanna, ishq ishq Ishq bina kya marna yaara Ishq bina kya jeena Ishq hai kya, ye kisko pata Ye ishq hai kya, sabko pata Ye prem nagar anjaan dagar Saajan ka ghar hai kisko khabar Chhoti si umar, ye lamba safar Ye ishq hai kya, ye kisko pata Ye dard hai ya dardon ki dawa Ye koi sanam ya aap khuda Ye koi sanam ya aap khuda, aap khuda Ishq bina kya marna yaara Ishq bina kya jeena Tumne ishq ka naam suna hai Humne ishq kiya hai Phoolon ka gulshan, ishq ishq Kaanton ka daaman, ishq Phoolon ka gulshan, ishq ishq Kaanton ka daaman, ishq Ishq bina kya jeena yaaron Ishq bina kya marna yaaron Ishq bina kya jeena yaaron Ishq bina kya marna yaaron Gudh se meetha, ishq ishq Imli se khatta, ishq ishq Gudh se meetha, ishq ishq Imli se khatta, ishq ishq Ishq ishq, ishq ishq Ishq ishq, ishq ishq
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...