Ankit Tiwari - Sunn Raha Hai (Romanized)

Genius Romanizations - Pop, Romanized
Ankit Tiwari - Sunn Raha Hai (Romanized)
79.8K Plays
Duration: 6:30
Lyrics
[Intro] Apne karam ki kar adaayein Yaara, yaaraa, yaara! [Verse 1] Mujhko iraade de, kasamein de, waade de Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de Dil ko thikaane de, naye bahaane de Khaabon ki baarishon ko mausam ke paimane de [Pre-Chorus] Apne karam ki kar adaayein Kar de idhar bhi tu nigaahein [Chorus] Sunn raha hai naa tu? Ro raha hun main Sunn raha hai naa tu? Kyun ro raha hun main? Sunn raha hai naa tu? Ro raha hun main Sunn raha hai naa tu? Kyun ro raha hun main? [Instrumental Break] [Verse 2] Manzilein ruswa hain, khoya hai raasta Aaye le jaaye itni si iltejaa Ye meri zamanat hai Tu meri amaanat hai, haan [Pre-Chorus] Apne karam ki kar adaayein Kar de idhar bhi tu nigaahein [Chorus] Sunn raha hai naa tu? Ro raha hun main Sunn raha hai naa tu? Kyun ro raha hun main? [Instrumental Break] [Verse 3] Waqt bhi thehara hai, kaise kyun ye hua? Kaash tu aise aaye, jaise koi duaa Tu rooh ki raahat hai, tu meri ibaadat hai [Pre-Chorus] Apne karam ki kar adaayein Kar de idhar bhi tu nigaahein [Chorus 2] Sunn raha hai naa tu? (Sunn raha hai naa tu) Ro raha hun main (Ro raha hun main) Sunn raha hai naa tu? (Sunn raha hai naa tu) Kyun ro raha hun main? (Kyun ro raha hun main?) Sunn raha hai naa tu? (Sunn raha hai naa tu) Ro raha hun main (Ro raha hun main) Sunn raha hai naa tu? (Sunn raha hai naa tu) Kyun ro raha hun main? (Kyun ro raha hun main?) [Outro] Yaaraa
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...