Advertisement

Jubin Nautiyal - Barbaad (Romanized)

Album cover art for "Jubin Nautiyal - Barbaad (Romanized)" by Genius Romanizations

Genius Romanizations - Pop, Romanized

Jubin Nautiyal - Barbaad (Romanized)

199.2K Plays

View Artist

June 10, 2025.

Lyrics

[Intro] Tujhse dur main ek hi wajah ke liye hoon Kamzor ho jaata hoon main Tujhse dur main ek hi wajah ke liye hoon Aawara ban jaata hoon main [Verse 1] Tujhse dur main ek hi wajah ke liye hoon Kamzor ho jaata hoon main Tujhse dur main ek hi wajah ke liye hoon Aawara ban jaata hoon main [Pre-Chorus] Tujhe chu lu toh kuch mujhe ho jaayega Jo main chahta na ho mujhko Tujhe mil ke yeh dil mera beh jaayega Issi baat ka darr hai mujhko [Chorus] Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe Kar dega barbaad ishq mujhe Ho na jaaye pyaar tumse mujhe Behad-beshumaar tumse mujhe [Post-Chorus] Aa-aa, aa-aa, aa-aa-aa Ho-o-o-o, ho-o-o-o (Tumse mujhe) Aa-aa, aa-aa, aa-aa-aa Ho-o-o-o, ho-o-o-o [Verse 2] Teri nazdikiyon mein kaisa khumaar hai Tеri qurbat se mera dil kyun beqaraar hai? Kyun yеh mitt ti nahi hai, kaisi yeh pyaas hai? Jitna main dur jaaun, utni hi tu paas hai [Pre-Chorus] Tujhe keh du ya rehne du raaz mere Sab kuch keh du kya tujhko? Tu mujhko chhod jaayegi ya aayegi paas mere Issi baat ka darr hai mujhko [Chorus] Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe Kar dega barbaad ishq mujhe Ho na jaaye pyaar tumse mujhe Behad-beshumaar tumse mujhe [Post-Chorus] Aa-aa, aa-aa, aa-aa-aa (Ishq mujhe) Ho-o-o-o, ho-o-o-o (Ishq mujhe) [Verse 3] Inn ghamo ko khatam kar rahe ho tum (Haan, haan) Inn ghamo ko khatam kar rahe ho tum Zakhmon ka marham ban rahe ho tum Mehsoos mujhe aisa kyun ho raha Ke meri duniya ban rahe ho tum, ban rahe ho tum [Pre-Chorus] Tere bin kya yeh dil ab dhadak paayega Puchhta hoon main yeh khud ko Tere aane se dard chala jaayega Issi baat ka dare hai mujhko [Chorus] Ke ho na jaaye pyaar Ke ho na jaaye pyaar Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe Kar dega barbaad ishq mujhe Ho na jaaye pyaar tumse mujhe (Ho) Behad-beshumaar (Beshumaar) tumse mujhe [Outro] Ishq mujhe Ishq mujhe Barbaad mujhe (Barbaad) Ishq mujhe

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Credits Not Found