Jaag Rahi

Lyrics
Jaag rahi main to piya ke jagaaye Jaag rahi main to piya ke jagaaye In nainan mein neend kahaan re In nainan mein neend kahaan Jin mein piya samaaye Jaag rahi main to piya ke jagaaye Jaag rahi main to piya ke jagaaye Kaahe gayo pardes piya Le gayo mora saath jiya Kaahe gayo pardes piya Le gayo mora saath jiya Mohe kaá¹hin hai rain bitaana Mohe kaá¹hin hai rain bitaana Jaag rahi main to piya ke jagaaye Jaag rahi main to piya ke jagaaye Raah takat din Raah takat din ḍoob gaya Ḍoob gaya Raah takat din ḍoob gaya Laaye na panchhi tora pata Dekh piya mohe bhool na jaana Dekh piya mohe bhool nah jaana Jaag rahi main to piya ke jagaaye Jaag rahi main to piya ke jagaaye Le gaye kacchi neend uá¹ha ke Lauá¹ saka to main aaoon ga waapas Sahta hoon main bhi judaai tiri Tujh tak bas meri kook na jaaye Jaag rahi hai tu mere jagaaye Jaag rahi hai tu mere jagaaye In nainan mein In nainan mein In nainan mein neend kahaan Jaag rahi main to, main to piya ke jagaaye
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Asim Raza
- Zahir Abbas