Maa

Album cover art for "Maa" by Darshan Raval

Darshan Raval - Pop

Maa

0 Plays

View ArtistView Album

Lyrics

Language:

Ab raaton ko mujhe loriyan kaun sunayega Kaun sunayega kaun sunayega Ab subah ko mujhe pyar se kaun jagayega Kaun jagayega kaun jagayega Ke tum bole bina hi chale gaye Hum poore hoke bhi ab adhure reh gaye Ke teri yaadein aaye maa Dil ko bada sataye maa Teri yaadein aaye maa Dil ko bada sataye maa Ke teri yaadein aaye maa Dil ko bada sataye maa Ke teri yaadein aaye maa Dil ko bada sataye maa Kitni baatein karni thi Kitna kuchh kehna tha Tujhko hasana tha aur Tere hath se khana tha maa Seenе se mujhko tu apne laga le na Awaz dеke mujhe tu phir se bula de na Duayein roz karta hoon uss rab se yeh hi main Sab kuchh mera lele par meri maa lauta de na Meri maa lauta dena Meri maa lauta Ke tum kuchh bole bina hi chale gaye Hum poore hoke bhi ab adhure reh gaye Ke teri yaadein aaye maa Dil ko bada sataye maa Teri yaadein aaye maa Dil ko bada sataye maa Ke teri yaadein aaye maa Dil ko bada sataye maa Ke teri yaadein aaye maa Dil ko bada sataye maa Ke teri yeh yaadein Ke teri yeh yaadein maa Ke teri yaad aaye maa Ke teri yaadein aaye maa

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Writers
  • Darshan Raval