Jugnu

Lyrics
[Verse 1: Badshah] Ho jo na paas tu to aati dhangh se saanse nahi Chidhchida sa rehta hu main lagta kuch bhi khaas nahi Jabse marne lage hai tujhpe, bachne ki koi aas nahi meri, o-o-oho Zindagi main aayi jabse vibe hi badal gayi Ghumta tha main aawara, life si sambhal gayi Duniya meri dark si mein light si ek jal gayi, yeaah, aye, ayy, yeah [Pre-Chorus: Badshah] Teri baaton main dil kho sa gaya Meri raaton main din ho sa gaya Pyaar kehete jisko finally wo ho sa gaya Finally, finally, finally [Chorus: Badshah] Raha na pehle sa shy ab, samajh main kuch naa aaye ab Bolo na kya kia jaaye ab Aankhon se neenden hai gaayab Khush main itna kyu hun? Tujhko tavajjo main kyu dun? Jaane kya hua mujhe Tere pyaar main chamku jaise jugnu [Verse 2: Nikhita Gandhi] Baadal bhi dhikhte mujhko dil ke shape main Happiness si rehne lagi meri jeb main Haarne main hai maza yeh wo game hai Haalat jo hai teri meri bhi same hai [Pre-Chorus: Nikhita Gandhi] Teri baaton main dil kho sa gaya Meri raaton main din ho sa gya Pyaar kehete jisko, finally wo ho sa gaya Finally, finally, finally [Chorus: Nikhita Gandhi, Badshah, Both] Rahi na pehle si shy ab, samajh main kuch naa aaye ab Bolo na kya kia jaaye ab Aankhon se neenden hai gaayab Khush hu main itna kyu hun? Tujhko tavajjo main kyu dun? Jaane kya hua mujhe Tere pyaar main chamku jaise jugnu [Refrain: Nikhita Gandhi, Badshah, Both] Tujhko ab door mujhse (Kuch na tujhse pehle tha) Kar na koi payega (Kuch na tere baad mein) Sochna kya jaanejana (Yeh haath tere haath mein) Jo hoga dekha jayega (Yeh duniya jaaye bhaadh mein) Tujhko ab door mujhse (Kuch na tujhse pehle tha) Kar na koi payega (Kuch na tere baad mein) Sochna kya jaanejana (Yeh haath tere haath mein) Jo hoga dekha jayega.. [Chorus: Badshah] Raha na pehle sa shy ab, samajh main kuch naa aaye ab Bolo na kya kia jaaye ab Aankhon se neenden hai gaayab Khush main itna kyu hu? Tujhko tavajjo main kyu dun? Jaane kya hua mujhe Tere pyaar main chamku jaise jugnu [Outro] It's your boy Badshah!
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Badshah