Doston

Lyrics
Chand ko chura lo Baandh ke usey zameen pe laao Saath mein bithao Raat bhar jagaao Khwahishon ka ye alaav bhi jalao Doston aadha aadha na bhid na jaayo Baat se mukar na jaayo Yun idhar udha na jaayo Khwaab khwaab dolte kadam Gol gol ghoomte veham Ishaare tumhaare ye saare Kinaare lag jayenge sahaare Ban jayenge sitaare Aasmaan se utaaro aur jebein bhar lo Jo bhi chaahe manmaaniya karo Doston baal ki na khaal kheench lo Chaal dekh bhaag ke chalo Jo bhi hai sawaal pooch lo Humsafar bana lo chandni ke rang mein naha lo Sur mein sur mila lo Dil mein ghar bana lo Zindagi ke aas paas paas aao Doston na bahanebaziyan karo Ulti seedhiyan na tum chadho Pyaar ki kitaab bhi padho Doston na bahanebaziyan karo Ulti seedhiyan na tum chadho Pyaar ki kitaab bhi padho
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Shakeel Sohail