Ya Nabi Salam Alaika

Atif Aslam & Ahsan Pervaiz Mehdi & Kumail Jaffery - Pop, Islamic - إسلامي
Ya Nabi Salam Alaika
3 Plays
Lyrics
Ya Rasool Allah Ya Habib Allah Ya Rasool Allah Ya Habib Allah [Atif Aslam] Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasool Salam Alaika Ya Habib Salam Alaika Ya Rasool Salam Alaika Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasool Salam Alaika Ya Nabi Salam Alaika [Kumail Jaffery] Aap ka karam ho tou hoon be-nawabi badshah Aap ke bharam se hai dono jahan hain shehenshah [Atif Aslam] Yasrab ke waali Ya Nabi Aala se aala Ya Nabi Bas aap he hain aasra Ya Rasool Allah Ya Habib Allah Ya Rasool Allah Ya Habib Allah [Ahsan Pervaiz Mehdi] Aap ko hai jis ne dekha Ho gaya woh aap ka Dekhta jo aap ko Hota fida sab se siwa [Atif Aslam] Nisbat hai aap se Ya Nabi Izzat yehi hai Ya Nabi Hain aap he arz-o-samaa Ya Rasool Allah Ya Habib Allah Ya Rasool Allah Ya Habib Allah [Atif Aslam] Aap ki hai zaat bas jo sarbasar hai aqnuma Mustafa o Mujtaba, Murtaza o Rehnuma Kamli hai kaali Ya Nabi Main hoon sawaali Ya Nabi Ab oorh de mujh pe ridaaa Ya Rasool Allah Ya Habib Allah Ya Rasool Allah Ya Habib Allah Sallu Alleh Wa Aali Hi Sallu Alleh Wa Aali Hi Sallu Alleh Wa Aali Hi Sallu Alleh Wa Aali Hi Sallu Alleh Wa Aali Hi Sallu Alleh Wa Aali Hi
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Shahzad Aslam