Sun Maahi

Album cover art for "Sun Maahi" by Armaan Malik & Amaal Mallik

Armaan Malik & Amaal Mallik - Pop, Indian Pop

Sun Maahi

0 Plays

Duration: 2:49

View Album

Lyrics

Language:

[Verse 1] Hai mausamon ki adaaon mein tu Behta hai bheegi hawaaon mein tu Din bhar chale hai khayaalon mein tu Sun maahi (sun maahi) Hai gunguni si subhaaon mein tu Khamoshiyon mein sadaaon mein tu Phaila hai chaaron dishaaon mein tu Sun maahi (sun maahi) [Chorus] Khwaabon ke kinaare main bhi aaoon tu bhi aa re Jeele zindagi zara si thode lamhe guzaarein Na ho duniya ki baatein, hum dono aur yeh taarein Maine dhoondha hai saara jahaan Tere jaisa koi kahaan re Khwaabon ke kinaare main bhi aaoon tu bhi aa re Jeele zindagi zara si thode lamhe guzaarein Na ho duniya ki baatein, hum dono aur yeh taarein Maine dhoondha hai saara jahaan Tere jaisa koi kahaan re Sun Maahi.. ooh Sun Maahi.. ooh Sun Maahi.. ooh Sun Maahi.. [Verse 2] Jeena jisey chaahta hoon Haan tu wahi zindagi hai Kehne ka matlab to yun hai Mere paas har khushi hai Bas tu aaja еk teri kami hai [Chorus] Khwaabon ke kinaare main bhi aaoon tu bhi aa rе Jeele zindagi zara si thode lamhe guzaarein Na ho duniya ki baatein, hum dono aur yeh taarein Maine dhoondha hai saara jahaan Tere jaisa koi kahaan re Khwaabon ke kinaare main bhi aaoon tu bhi aa re Jeele zindagi zara si thode lamhe guzaarein Na ho duniya ki baatein, hum dono aur yeh taarein Maine dhoondha hai saara jahaan Tere jaisa koi kahaan re Maine dhoondha hai saara jahaan Tere jaisa koi kahaan re, sun maahi..

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Writers
  • Amaal Mallik
  • Kunaal Vermaa