Humnawa

Album cover art for "Humnawa" by Armaan Malik & Abhiruchi Chand

Armaan Malik & Abhiruchi Chand - Pop, Indian Pop

Humnawa

2 Plays

Duration: 2:55

View Album

Lyrics

Language:

[Verse 1] Hai nasha ya kya hai Raat ya subah hai Main janoon na, janoon na Pehle se zara sa Haal hai bura sa Haan khudko pehchaanu na Mera sheher tu Tu ghar mera Tere bina jaaoon main kahaan Yeh dosti jo pyaar mein badli Dekho na badla saara jahaan Maine nahi socha muhe pyaar hoga Ghoom phir ke tujh hi se yaar hoga Jaane kab kaise kab kahaan Ban gaya tu mera humnawa, humnawa Ohh...Maine Nahi Socha mujhe pyaar hoga Ghoom phir ke tujh hi se yaar hoga Jane kab kaise kab kahaan Ban gaya tu mera humnawa, humnawa [Verse 2] Bhool ke sabhi ko, sau dafa tujh hi ko Main chaahunga chaahunga Keh de jo karun woh, teri saari baatein main maanunga maanunga Chhodey na chootey, kaisi lagi hai Teri mujhe yeh aadatein Hai yeh sukoon ya maine hai paayi, nayi nayi si aafatein Maine nahi socha muhе pyaar hoga Ghoom phir ke tujh hi se yaar hoga Jaane kab kaisе kab kahaan Ban gaya tu mera humnawa, humnawa Ohh...Maine Nahi Socha mujhe pyaar hoga Ghoom phir ke tujh hi se yaar hoga Jane kab kaise kab kahaan Ban gaya tu mera humnawa, humnawa Maine nahi socha muhe pyaar hoga Ghoom phir ke tujh hi se yaar hoga Jaane kab kaise kab kahaan Ban gaya tu mera humnawa, humnawa

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Writers
  • Armaan Malik
  • Amaal Mallik
  • Abhiruchi Chand