Bewajah

Lyrics
Hijr-i yaaraan na sata be-wajah Hijr-i yaaraan na sata be-wajah Ban gaya tu kyoon wajah be-wajah Ban gaya tu kyoon wajah be-wajah Dil se kah waqt ruk ja paagal Dil se kah waqt ruk ja paagal Chal paṛa karne ye wafa be-wajah Hijr-i yaaraan na sata be-wajah Ban gaya tu kyoon wajah be-wajah Main use bhool chukka, bhool chuka Main use bhool chukka, bhool chuka Main use bhool chukka, bhool chuka Baat ay dil na baṛha be-wajah Baat ay dil na baṛha be-wajah Hijr-i yaaraan na sata be-wajah Naam lene ka iraadah bhi na tha Naam lene ka iraadah bhi na tha Naam lene ka iraadah bhi na tha Chal paṛa zikr tera be-wajah Chal paṛa zikr tera be-wajah Un se milne ki wajah koyi naheen Un se milne ki wajah koyi naheen Un se milne ki wajah koyi naheen Dhoondata kyoon hai wajah be-wajah Dhoondata kyoon hai wajah be-wajah Hijr-i yaaraan na sata be-wajah Ban gaya tu kyoon wajah be-wajah
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Nabeel Shaukat Ali
- Faisal Kapadia
- Bilal Maqsood