Deewana Mujhe Kar Gaya

Album cover art for "Deewana Mujhe Kar Gaya" by Alka Yagnik & Mohammed Aziz

Alka Yagnik & Mohammed Aziz - Pop, Soundtrack

Deewana Mujhe Kar Gaya

0 Plays

View Album

Lyrics

[Alka Yagnik] Ooooo... Meri, fariyaad tu Khuda ke, baad tu O mere baadshah Khuda iska gawaah.. [Chorus] Hmm.. hmmm... hmmm [Alka Yagnik] Mein waapas, aaunga (hmmm) Yeh waada, hai tera (hmmm) Muqarr, saktaa nahi (hmmm) Tu marr, saktaa nahi (hmmm) Yeh waada, todd kar (hmmm) Mujhe yoon, chhod kar (hmmm) Agar tu, jaayega Toh hoga, bewafaa.. [Chorus] Oye losche, oye losche (x6) Tu katt sakta nahi, kisi talwaar se Tu rukk sakta nahi, kisi deewar se Uttar maidaan mein, nikal toofan mein Yeh teri jung hai, lahu toh rang hai Yeh beh jaaye toh kya, yeh reh jaaye toh kya Karishma woh dikha, kahe sab marhaba Rahe tu naa rahe, magar duniya kahe (x2) Hazaaron se ladaa, akela baadshah (x4).. [Alka Yagnik] Oooo... Deewana mujhe, kar gaya Haaye re, jaana tera Hoga kab, aana tera.. (x2) [Mohammed Aziz] Ooo Mujhe le, aayi hai Yaad teri, aa gaya Dekh, deewana tera.. [Alka Yagnik] Tu na ja, mere baashah Ek waade, ke liye Ek waada, tod ke.. (x2) [Mohammed Aziz] Yeh waada, hai mera (x2) Mein agar, marr bhi gaya Toh bhi, waapas aaunga.. [Chorus] Aaaa.....aaaan.....aaaan....

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Writers
  • Anand Bakshi