Laal Dupatta

Lyrics
Laal dupatta... Laal dupatta ud gaya re Bairy hawa ke jhonke se Laal dupatta ud gaya re Bairy hawa ke jhonke se Mujh ko piya ne dekh liya Haay re, dhokhe se Maana ki mujhe dil dega woh Magar meri jaan lega woh Maana ki mujhe dil dega woh Magar meri jaan lega woh Laal dupatta... Are, laal dupatta ud gaya re Tera hawa ke jhonke se Laal dupatta ud gaya re Tera hawa ke jhonke se Tujh ko piya ne dekh liya Haay re, dhokhe se Maana ki tujhe dil dega woh Magar apni jaan dega woh Maana ki tujhe dil dega woh Magar apni jaan dega woh Laakh chhupaye baithi thi main Apne chaand se chehre ko Ek pal mein hi tod diya Bairan hawa ne pehre ko Ho, tere chehre ka, jaana kuch Aisa jaadu chha gaya Mere chaand ko dekhkar Chaand bhi sharma gaya Mujhe sharm si aaye (haay, tauba) Ho, mera dil ghabraaye (haay, tauba) Are, aa baahon mein, chook na jaayein Aise mauqe se Tujh ko piya ne dekh liya Haay re, dhokhe se Maana ki tujhe dil dega woh Magar apni jaan dega woh Maana ki mujhe dil dega woh Magar meri jaan lega woh Haay, meheka-meheka yeh samaan Kehne laga, "Aa, pyaar kar Mere sohne yaar, tu dilbar se iqraar kar" Ho, tere pyaar ki khushboo mere Saanson mein sama gayi Le sajna, sab chhod main tere peeche-peeche aa gayi Tujhe pyaar ho gaya (haay, tauba) Iqraar ho gaya (haay, tauba) Are, ab to roke na rukoon main kisi ke roke se Mujh ko piya ne dekh liya, haay re, dhokhe se Maana ki mujhe dil dega woh Magar meri jaan lega woh Maana ki tujhe dil dega woh Magar apni jaan dega woh Laal dupatta ud gaya re Bairy hawa ke jhonke se Hoye, laal dupatta ud gaya re Tera hawa ke jhonke se Tujh ko piya ne dekh liya Haay re, dhokhe se Maana ki mujhe dil dega woh Magar meri jaan lega woh Maana ki tujhe dil dega woh Magar apni jaan dega woh
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Arun Bhairav