Dekha

Lyrics
[Chorus] Dekha jo teri aankhon mein, deewana ho gaya Teri in meethi baaton mein mastana kho gaya Dekha jo teri aankhon mein deewana ho gaya Teri in meethi baaton mein mastana kho gaya Jaanon na kyun lagti ho yun Jaan-e-mann teri main, teri main Teri har ada pe main to hoon fida, yeh jaane khuda Dekha jo teri aankhon mein deewana kaise na hota ho yaar Teri in meethi baaton mein mastana kaise na khota ho yaar [Verse 1] Raat ko ho sama, soya ho ye jahaan Na koi darmiyaan ho Baat ho yun bayaan, jaise koi azaan Ishq tumse wahan ho Tere sang jhoom loon, haathon ko choomoo Aisa kuch ho jaye ho jaye jaisa Mohabbat ke har aik fasaane mein humne parha [Chorus] Dekha jo teri aankhon mein, deewana ho gaya Teri in meethi baaton mein mastana kho gaya [Verse 2] Saadagi uff khuda, naazuki bepanah Raat din teri suna ho Niyatein ho fanaa, dekh ke tumko jahaan Kehne se na hum mana ho Jo chaha bol doon, jo undar khol doon Dekho ji aise na, aise na Humse bahaane karo na fasaane gharo meri jaan [Chorus] Dekha jo teri aankhon mein, deewana ho gaya Teri in meethi baaton mein mastana kho gaya Jaanon na kyun lagti ho yun Jaan-e-mann teri main, teri main Teri har ada pe main to hoon fida, yeh jaane khuda Dekha jo teri aankhon mein deewana kaise na hota ho yaar Teri in meethi baaton mein mastana kaise na khota ho yaar
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...