Lkbd

Album cover art for "Lkbd" by Ahmer

Ahmer - Rap, Urdu - اُردُو

Lkbd

0 Plays

View ArtistView Album

Lyrics

Verse 1: Haan toh tha mein terah saal ka Zindagi kamaal na Main zakhmi insaan sa Jhoot ka shikaar Deta koi na jawab tha toh likhta qalaam Main toh school se hi shaant tha Class mein na khaas Mota ladka udaas sa, rehta pareshaan Pit pit ke ghirah Par na maani kabhi haar Chota hoke bhi bhida Juka na jaise minar Hip hop se bana mein hip hop meri jaan Welcome Bha Kasheer, azad miyen soch Haan miyon ghumgeen, topath bekhouf Azaab bha chon zabaan yi touf Sazai maut balaai yi soch Raato ki mehnat ne banaya mujhe Woh bole tu na karsake gha karke dikhaya inne Main likhta hun mere jaise diwano ke liye Ye gaane hai shiksha in begaano ke liye Hook: Chota ladka, bade sapne, (little kid) Chota ladka, bade, sapne, (dream big) Chota ladka bade sapne, (little kid) Kaisa darna, dikhade pure karke (dream big) Chota ladka, bade sapne, (little kid) Chota ladka, bade, sapne, (dream big) Chota ladka bade sapne, (little kid) Kaisa darna, dikhade pure karke (dream big) Break: Karma is a bitch you know Yiman aas paai bha karna kihin but Verse 2: Solah saal ka Aaya Kashmir se Delli Kamiyaabi ki chahat sab lagta tha filmy Nahi pata thi ki iss struggle mein hai filth bhi Main tha kaid apne aap mein lagta tha ye sab easy Magar bha give up na karaan Yiman na yeti tagaan chu timai bhak bhak karaan Takleef yiman yelli khawb chu zewaan Meh jawab diun Khudayas, imaam ha insaan Meri shanakht kya? Meri zindagi zinda laash kya? Main mar chuka toh insaaf ki talaash kya? Sab gunna hai, awaaz meri haraam kya? Sunta na beimaan ka, satya se mera waasta Khud se banaya raasta, dariya joh tha ye aag ka Phir bhi nange paao chala karne paar Kinara mera dur par sahara mera pyaar Main rooh uss bekasoor ki joh hua shaheed Woh sapna joh tume laga hoga pura nahi Woh apna joh tumne khoya kahi Main rab ka mera judge wohi Sasti na meri chavi Alag mein faqat mein, sacha kavi Shabt ye sakht tumse hoga nahi Kyun ki Ahmer Javed jaisa koi nahi Hook: Chota ladka, bade sapne, (little kid) Chota ladka, bade, sapne, (dream big) Chota ladka bade sapne, (little kid) Kaisa darna, dikhade pure karke (dream big) OUTRO: Me chhi paai che chuk yi bozaan Che daeptanai kah ti keh Che hekakh keh ti haasil karith Chahe su kehti aasi Che chuk na lakut keh Chein khawb che badi Che chuk bodh Che heki na kah ti rukaiyith

Rate this song

Rate this song

0/5.0 - 0 Ratings

5
0.0% (0)
4
0.0% (0)
3
0.0% (0)
2
0.0% (0)
1
0.0% (0)

Loading comments...

Credits

Writers
  • Ahmer