Alvida

Lyrics
[Verse 1] Baatein sabhi be-rooh hueen Chhaayi hui yeh be-dili Jaanay kaisi teri majbooriyan Dekhe haal mera par lehaaz naa [Chorus] Ehsaas mujhko hua Tu be-gharz thora Karna naa mujhko kabhi alvida Laazim tu mere liye Haan, mein ne itna jaana Karna naa mujhko kabhi alvida Woah, alvida [Verse 2] Raaz tere khulte nahi Har morr pe la-taaluqi Haan, yeh mein naa chaahun ke hon dooriyan, dooriyan Dekhe haal mera par lehaaz naa [Chorus] Ehsaas mujhko hua Tu be-gharz thora Karna naa mujhko kabhi alvida Laazim tu mere liye Haan, mein ne itna jaana Karna naa mujhko kabhi alvida Alvida, oh [Bridge] Samjho ishaaray mere Tu mere dil ka yeh diya Khudgharz zamanay may hai Tu mera aasra Samjho ishaaray mere Tu mere dil ka diya Khudgharz zamanay may Tu aasra mеra [Chorus] Ehsaas mujhko hua Tu be-gharz thora Karna naa mujhko kabhi alvida Laazim tu mere liyе Haan, mein ne itna jaana Karna naa mujhko kabhi alvida
Rate this song
0/5.0 - 0 Ratings
Loading comments...
Credits
- Writers
- Abdul Hannan